Tuesday, February 22, 2011

Mujhe Dekh Kar Hijde Bahut Itrate Hain

171,038 items / 1,333,048 views

khud toh nachte hain
mujhe bhi nachate hain
popat banate hain
chutiya samjh kar
mera mazak udate hain
main kuch kehta nahi
mere andar ki tilmilahat
who nahi samajh pate hain
taliya mar markar
waqt ki chaukat par
intezar karate hain
main kya hoon
meri antra atma
ko woh bhool jate hain
khud toh rote hain
hawas ki bediyon main
qaid ho jate hain
woh meri majboori
ka fayda uthate hain
main unki atma
ko camere ke zariya
bandh kar lete hoon
main ek tantric hoon
woh mujhe
pehchan nahi
pate hain
hijde mardon ki
mehfil main
aurat ban jate hain
ardh nari nareshwar
ki jai jaikar lagate hain
samay ki dhara main
moujon ki tarah beh jate hain

I am on Flickr Instagram You Tube