171,048 items / 1,333,136 views
jab hijde
ki zindagi
ek pehlu
toote hue
kalam se
pani pe
likhta hai
ansu ke tarazu main
hijde ka badan jab
raste pe bikta hai
marte dam tak
khade hokar
waqt ko salam
karta hai
fatiah padne
ke liye
shayar ka
intizar karta hai
kyon ki
marne ke bad bhi
hijda
ghungroo se
pyar karta hai
izhar karta hai
I am street photographer a beggar poet .. I shoot misery cavorting with hope I shoot original content. I am Shia Sufi Hindu all in One
Wednesday, February 23, 2011
Hijde Ke Dukh Sirf Ek Shayar Samjhta Hai
-
Shah-e-Mardan Sher-e-Yazdan Quwat-e-Parwardigar Lafata Ila Ali La Saif Ila Zulfiqar , originally uploaded by firoze shakir photographerno1 ....
-
Dargah of Hazrat Syed Ali Mira Datar Unava Gujrat , a photo by firoze shakir photographerno1 on Flickr. HAZRAT SYED ALI MIRA DATAR'S G...