Monday, December 20, 2010

The Hindu Shia of Mumbai

sar ki zameen par
kabhi talwar chalti hai
kabhi chaku machalta hai
lahu pigalkar pani se
milta hai hussainiyat
ka rang chehra par
nikharta hai
kabhi talwar darti hai
kabhi chaku bhi darta hai
abbas ke parcham se
sahas bhi milti hai
aur gham bhi milta hai

I am on Flickr Instagram You Tube