Friday, July 16, 2010

Wiladat Imam Hussain Mubarak To All

Afzal hai kul jahan se gharana Hussain Ka
Nabiyon ka tajdar hai nana Hussain ka
Ek pal ki thi bas hukumat Yazid ki
Sadiyan Hussain ki hai Zamana Hussain Ka

Wiladat Imam Hussain Mubarak To All

I am on Flickr Instagram You Tube