Wednesday, April 7, 2010

Bharat Desh Mahan

bharat desh mahan
phir kyon lete ho
bhaiyya ki jan
kam se kam
ek jehadi
aur ek bhaiiya
main kuch toh
karo pehchan
bharatwasi hai wo
tumhari seva karta hai
uka balidan
uska aur tumhara
hai ek hi khandaan
kan kan main bhagwan '
bhagwan ke hirdye main
phasa hua insan
kabhi kabhi
insan ke hirdye
se jag utha
shaitan
mother india
ke hum sab bacche
'baki sab mehman

I am on Flickr Instagram You Tube