Saturday, March 6, 2010

Yeh Sochta Hoon Main

121,463 items / 798,764 views

zindagi
ke kore kagaz
par kya likhoon
sochta hoon main
hum kab kahan milenge
yeh sochta hoon main
apko fursat nahi
yeh kyon
sochta hoon main
apki angdai se
subha ho gayi
yeh sochta hoon main


soch soch ka fark hota hai
kabhi kabhi yeh sochta hoon main

I am on Flickr Instagram You Tube