Thursday, March 25, 2010

Mera Nam Hai Heena

tune banaya tha kya
main ban gaya kya
mere jute ki nok
pe hai mardon
ka jahan
main marad se
ban gayi aurat
mera nam
hai heena
peela house ki rani
raton ki malka
meri ankhon
se pi
aur sharab chalka
tere bistar ki
chati pe lete
hai chakka
kismet
ka taqaza tha
na pura
na adha
aur
na akha
jo khuda
ne banaya tha
woh main
ban na saka

I am on Flickr Instagram You Tube