sirf hindustani
mere rom rom
main allah aur bhagwan
main bhi apki tarah
apni sabyata
ko chahnewale insaan
mazhab nahi sikata
apas main
bair karna
yahi
mera akida
yahi
mera iman
is duniya me
main apki
tarah
kuch lamhon
ka mehman
kyon
jhagda karen
aur
le
ek doosre
ki jan
sab se bada
mazhab
insaniyat
yahi
hamari
punji
yahi
hamari
shaan
Happy Guddi Padwa to all of You..