Sunday, December 13, 2009

Badnasib Aurat Chasmudin Gawah

zindagi main
marad bankar sab
jee lete hain
zindagi
ko shabab aur sharab
ki tarah
pee lete hain
lekin ek aurat
ek badnasib ma
banke
raste pe jeena
bhi kya jeena hai
khoon ki siskiyan
ansu aur pasina hai
badalta waqt bhi
kamina hai
chera to wohi hai
kambakht toota
hua aieena hai

the board at the back says thank you sarcastically ,for not parking in front of the gate...

I am on Flickr Instagram You Tube