Friday, February 3, 2012

Poetically the Shia New Year Begins With Eid e Zehra

Even the Non Poet Becomes a Poet of Ya Zehra .

Zindagi Aur Akhrat Tak Ya Hussain

Zindagi Aur Akhrat Tak Ya Hussain

Poetically the Shia New Year Begins With Eid e Zehra

PROUD TO BE A SHIA

Zuljana Protected His Master While Yazids Eunuchs Shot Him With Arrows

You Need To Be a Poet To Be a Good Street Photographer

Ham Naya Sal Manate Hain Tere Matam Se



Salam Ya Husain!!

Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se,
Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se,
Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se.

Dear Nitin Manmohan Rumi Jafri Kalim Prachi And Team Wish You Very Best For Gali Gali Main Chor Hai

Dear Nitin Manmohan Rumi Jafri Kalim Prachi And Team Wish You Very Best For Gali Gali Main Chor Hai

The Silhouette of the Hijab..

Woh Karbala Mita Na Sake Hum Karbala Bhula Na Sake

Hussain Ki Nisbat se Ham Naya Sal Manate Hain Gharon Gharon Main..Aman Ka Chirag Jalate Hain

Hai Aainda saal tak jo koi zinda hoyega Phir wo shareek hokay moharram mein royega

Sibt e Nabi ki majlis o matam tamaam
hai Ibne Ali ki majlis o matam tamaam
hai Haq ke wali ki majlis o matam tamaam
hai Roo e sakhi ki majlis o matam tamaam
hai Aainda saal tak jo koi zinda hoyega
Phir wo shareek hokay moharram mein royega

Ay Momino! Hussain ka matam akheer hai

Ay Momino! Hussain ka matam akheer hai
Ay Momino! Hussain ka matam akheer hai
Bazm e azaa e qibla e alam akheer hai
Shi’yo! Shahe anaam ka matam akheer hai
Hain majlis e tamaam Moharram akheer hai
Uryaan sar hai fatah e badr o hunayn ka
De lo Batool e paak ko pursa Hussain ka

Aye Shiyon Ke Mehman Khuda Hafiz o Nazir ..

Beggars Cant Be Choosers

Shias ...Followers of Ali and Hussain

Athvi Malad Malvani 2012

Ghabraye Gi Zainab (Lyrics)

Ghabraye Gi Zainab (S.A)
Ghabraey Gi Zainab
Bhaiya tumhain ghar ja k
Kahan paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab

Kaisa ye bhara ghar hua
barbad Ilahi
Kya aai tabahi
Ab iss ko na abaad
Kabhi paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab

Ghar Ja k kisay dekhe gi
Qasim hain na abaad
Akbar se bhi hai aas
Apne Ali Asghar ko
Kahan paey hi Zainab
Ghabraey Gi Zainab

Poochain ge jo sab log
K bazu pe hua kya
Ye neel hai kesa?
Kis kis ko nishan rassi k
Dikhlaey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab

Phhat jaey ga
Bas dekh k he
Ghar ko kaleja
Yaad aao ge bhaiya
Dil dhoonde ga tum ko
To kahan paey gi Zainab
Ghabraey Gi Zainab

Be parda hui
Qaid bhi kha harm uthhai
Aur maut na aai
Kya jaaniye kya kya abhi
Dukh paey gi Zainab

Kis kis ko nishan rassi k Dikhlaey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab

Kya jaaniye kya kya abhi Dukh paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab (S.A)

Be parda hui Qaid bhi kha harm uthhai Aur maut na aai

Phhat jaey ga Bas dekh k he Ghar ko kaleja Yaad aao ge bhaiya

Bhaiya tumhain ghar ja k Kahan paey gi Zainab Ghabraey Gi Zainab

Does Moharam End on Athvi...Ya Imam Al Ajal

Athvi Malad Malvani 2012

Ghabraaegi Zainab

Bhaiyya tumhe ghar jaake kahan payegi Zainab


Kaisa yeh bhara ghar huva barbaad ilaahi, kya aayi tabaahi
Ab isko na aabaad kabhi payegi Zainab


Phat jayega bas dekhte hi ghar ko kaleja, yaad aaoge bhaiyya
Dil dhoondhega tumko toll kahaan payegi Zainab


Bin bachhon ke kehlaayi toh kehlaayi mein laikin, yeh kaise ho mumkin
Bin bhai ke kehlaayi toh marjayegi Zainab


Poochenge joh sab loug ke baazu ko huva kya, yeh neel hae kaisa
Kis kis ko nishan rassi ke dikhlaegi Zainab



www.youtube.com/watch?feature=player_embedded&v=oAiJH...

Kash Yeh Bat Unke Dimak Khaye Hue Dimag Main a Jati

Pukari laash pe Zehra mere Hussain Hussain Kafan Bhi Tune Na Paya Mere Hussain Hussain

God Save Bahrain From Saudi and American Hegemony..

Bachein toh aglay baras hum hain aur yeh gham phir hae Jo chal basein toh yeh apna salaame aaqir hae

Nahin layeenoun mein insaan koyi Quda hafiz Darinde aur yeh bewaarisi Quda hafiz

Nahin andheray mein kuch soojhta kahaan dhoondein Tumhara chand kahan chup gaya kahan dhoondein

Janab maadarey besheer ko bhi sab ka salaam Ajeeb waqt hae kya dein tassaliyoun ka payaam

Zameene garm yateemi ki saqtiyaan bibi Woh seena jis pah ke so-ti thi ab kahan bibi

Sakina bibi tumhare ghulam haazir hain Bujhe joh pyaas toh ashkoun ke jaam haazir hain

Aseer hoke jise shaamiyoun ke narghe mein Hussainiyat hae sikhana Ali ke lehje mein

Musafirat ne jise bebasi yeh dikhlaayi Nisaar kar diye bachhe na bach saka bhayi

Salam bhejtey hain apni shahzadi par Ke jisko soump gaye marte waqt ghar Sarwar

Salam us pah joh zehmat kashe salasil hae Museebatoun mein imaamat ki pehli manzil hae

Salam un pah jinhe sharm khaye jaati hae Khule saroun pah aseeri ki qaak aati hae

Salam qaak nasheenoun pah soghwaroun ka Ghareeb detey hain pursa tumhare pyaroun ka

I Dont Know How Good a Muslim I Am But I Am as Human As A Shia

I Document The Story of Ghame Hussain Through The Poetry of My Pictures

Shiasm is a State of Mind You Either Have It Or Dont..

The Barefeet Beggar Poet of Mumbai

One camel does not make fun of another camel's hump. Ghanaian Proverb ( - )

I tell you the truth, it is hard for a rich man to enter the kingdom of heaven. Again I tell you, it is easier for a beggar poet to go through the eye of a needle than for a rich man to enter the kingdom of heaven.

Ya Sakina Ya Abbas

Long Live The People Of Bahrain..

I am on Flickr Instagram You Tube